Ad

Thursday, 21 June 2018

Mera Gaon Mere Pehchan

Hey Dagdiyo sabko Pankaj Bhandari ka Namaskar.

 Bholenath k kirpa se sab theek thak honge. Aaj ka topic hai MERA GAON MERE PEHCHAN.
Per aajkal sabhi log gaon ko bhul rhe hai, kyo?
Jis gaon se hmara wajood hai aaj sab log usi gaon ko bhul gye h. Gaon se bahar Jana to hmari majburi h ye smjh m aata h, but palayan smjh m nhi nhi aa rha h. Mai khud Delhi m rhta hu but Mai kabhi nhi bhula apne gaon ko, saal m 4-5 baar gaon jata hu.
Palayan ek majburi bhi ho gye h aaj k time Mai, per aisi v Kya majburi k aap kabhi apne gaon gher nhi ja skte. Us sune gharo ko banjar mat padne do dosto. Khet to sare banjar ho hi rhe h per Gharo ko na hone do. Hamari Pehchan wahi se hai. JAI UTTARAKHAND




2 comments: